We’ve updated our Terms of Use. You can review the changes here.
We’ve updated our Terms of Use. You can review the changes here.

Ek Nagma एक नगमा

from Jaago जागो by LIFAFA

00:00 / 04:21
  • Streaming + Download

    Includes unlimited streaming via the free Bandcamp app, plus high-quality download in MP3, FLAC and more.
    Purchasable with gift card
    Download available in 24-bit/44.1kHz.

      $1 USD  or more

     

lyrics

meri aankhein
jhooti nahi
in meh baatein
meethe nahin

woh zamaana
woh to gum gaya
mere haathon
se woh mit gaya

mein hoon nagma
ooncha nahin
tha meh sadma
jo bhara nahin

teri baahon
mein meh so gaya
tha woh sapna
jisse meh bhool gaya


jahaan se aaye the
woh to bhool gaye
aur ab hum
jaaye kahaan

isko peekar
chadhi nahi
woh the aasoon
haseen nahin

ek aandhi
ka tha intezaar
barbaadi
ka mein rishteydaar

jeena koi
jurm nahi
darna nahi
badhna nahi

jahaan se aaye the
woh to bhool gaye
aur ab hum
jaaye kahaan

jaaye kahaan
mein hoon nagma

credits

from Jaago जागो, released January 1, 2019
Written & Produced by Suryakant Sawhney

license

all rights reserved

tags

about

LIFAFA New Delhi, India

contemporary music from Delhi

contact / help

Contact LIFAFA

Streaming and
Download help

Redeem code

Report this track or account

Top

If you like LIFAFA, you may also like: